Tuesday, January 09, 2007

apne dada ke baat sunenge na??



"hi, mera naam saurav ganguly hai. bhole toh nahi?

jo hua, kyun hua, kaise hua; yeh sab soch ke dukh bhi hota tha, gussa bhi aata tha.

par ab nahi

main team mein wapas aane ke liye bahut bhaut practice kar raha hoon, kya malum, hawa mein shirt ghumane ka mujhe aur ek mauka mil jaye.

jo bhi ho, team ke andar ya bahar, main chup baithne wala nahi hoon.

oo aa, india, aaya india.

india ke har match mein, main aise hi chillaoonga.

aap bhi chillayen, mere team ko aacha lage ga.

apne dada ke baat sunengena?

JOIN THE BLUE BILLION"

No comments: