Thursday, March 23, 2006

Maula

Maula – Om the Fusion Band

Maula , Maula, Maula, Maula

Tuthe dil se nikle ek dua hai,
Rakh se uutha dhua hai,
Sunle khudayaa
Isme jaise hai bisat jis mein
Aftab baan gaya hai,

Sunle khudayaa

Sun saada mere maula, sun zara mere maula,
Yaa khuda mere maula, sun zara

Sun zara mere maula, sun zara mere maula,

Yaa khuda mere maula, sun zara.

Sun zara mere maula, sun zara mere maula,
Yaa khuda mere maula, sun zara.

Yun hee raasto pe chal diye,
Carvaa mein shamel ho diye.
Kiske rakh mein the kya khabar,
Yaakein tha who teri thi dagar.
Par nishan na mile humko tere.
Aaj dar-ba-dar bhatak rahe hain,
Tere rah tak rahe hain, sunle khudayaa.
Sirf tera intezar humko,
Aake roshni dekha de, sunle khudayaa.

Sun saada mere maula, sun zara mere maula,
Yaa khuda mere maula, sun zara
Sun zara mere maula, sun zara mere maula,
Yaa khuda mere maula, sun zara

Rahe gaardishon mein zindagi,
Koi rahha milti hi nahi.
Tera naam, teri bandagi,
Yehi hai, haan, yehi hai kushi.
Thamle door hum apne gharo ki
Tu hi aasara, tu hi sukoon hai,
Humko tere hi junnon hai, sunle khudayaa.
Kahkh hai yeh saari zindagani,
Aur kayanat tu hai, sunle khudayaa.

Sun saada mere maula, sun zara mere maula,
Yaa khuda mere maula, sun zara

Sun zara mere maula, sun zara mere maula,
Yaa khuda mere maula, sun zara

*this one is for u bhai...congrats on the job and good luck...

No comments: